Yeh kudrat ka niyam haiYeh kudrat ka niyam haiAbhi din hai fir raat haiRaat ke baad phir se parbhat haiKisi ko kuch mila thaAaj kho gya haiKabhi haathon mein haath theAaj khaali haath haiSukr hai khuda ka mera bhayi hamesha mere saath haiYeh waqt-waqt ki baat hai.
Agar Hum Kahen Aur Wo Mushkura DeinAgar hum kahen aur wo mushkura deinHum unke liye zindgaani luta deiAgar khud ko bhoole to kuch bhi na bhooleKe chaahat mein unkee khuda ko bhula dein
Manzilein bhi uski thiManzilein bhi uski thiRaasta bhi uska thaEk hum hi akele thei,Kafilaa bhi uska thaSaath chalne ki soch bhi uski theeFir raasta badalne ka faisla bhi uska thaAaj akele hain…dil sawaal karta haiLog to uske the, …kya khuda bhi uska tha???
Khuda Kare Kissi Ko Judai Na MileKhuda kare kissi ko judai na mileWah wahKhuda kare kissi ko judai na mileAur jo group message na kare,Usse thand me rajai na mile
Chamakte Chaand Ko Chamakte Chand Ko Tuta Hua Tara Bana DalaChamakte chaand kChamakte chand ko tuta hua tara bana dalaMeri aawargi ne mujhko aawara bana dalaBada dilkash bada rangeen hai yeh shehar kehte hainYahan par hain hazaron ghar gharon mein log rehte hainMujhe is shehar ne galiyon ka banjara bana dalaMain is duniya ko aksar dekh kar hairaan hota hunNa mujhse ban saka chhota sa ghar, din raat rota hunKhuda ya tune kaise ye jahan sara bana dalaMere malik, mera dil kyun tadapta hai, sulagta haiTeri marzi , teri marzi pe kiska zor chalta haiKisi ko gul, kisi ko tune angara bana dalaYehi aagaz tha mera, yehi anjaam hona thaMujhe barbaad hona tha, mujhe nakaam hona thaMujhe taqdeer ne taqdeer ka mara bana dala
Aansuon Ke Chalne Ki Awaz Nahin HotiAansuon ke chalne ki awaz nahin hotiDil ke tootne ki aahaat nahin hotiAgar hota khuda ko har dard ka ehsaasTo use dard dene ki aadat nehin hoti